na jaane kahan kàhan se guzar aaye he,
sifar,sifar faqat sifar paaye he.
jindgi ki ŕaah mè na jáane kaun milá,
ki hum sabko chod áaye he.
intezaar nahi ,ikraár nahi,
dekho ik shaah ne pyar bhi sang-e’-murmur banye he.
aah mohabbat vaah mohàbbat;
tu jahaan rahe,aabaad rahe,
kuçh nahi aur kuch nahi,
tanhaai ke siva mujhe aur kuch nahi chaahye. Continue reading
Monthly Archives: October 2015
mere khuda
tum meri jindgi ke khuđaa ho ,
kaise máanu ki khafaa ho.
kadam se kadam mile ,
saans ji jo rooh me base,
din raat jo nazm saje ,
dharákàte dil ka paaswaan ho.
her su teri jalwaagiri,
gulistaan me khushboo si bikhari.
tum yahi ho ;kàise kahu kahaan ho.
tu mujhse gaafil nahi her sadaa kahati he,
ķaise maanu ki mujhse ruswà ho.
han tum meri sadaa ho;duaa ho,
meri bafaa ho babafaa ho.
Posted from WordPress for Android
d lonlyauther
u r welcome.
Posted from WordPress for Android
o mere humsafar
tum mere saath bandhe ho
ek ikratnaama likh chuke ho
tumhaari jindgi ka hissa hun
qaayanaate-humsafar ho chuke ho.
yaad rakhna he tumhe
chod nahi jana he mujhe
chand kadam sang chaĺe ho.
ye tohafe teen jo tumne diye
meri naaj ka saamaan he vo.
ishq,pyar,mohabbat naam hein
tere tohafe ka meine diye hein jo.
beech raah me chod na jana
ravaayatein mere rishte ki nibhana
tune hi naam diya rishton ko.
dekh kahin fasaana na ban jaun
yuhi dile-deewana na ban jaun
tere muqabil aabhi naadaan hun jo.
tera her baat pe kahna ke
nahi maaloom;nahi pata
nakhuda tu aur khuda bhi tu
ye teri nahi nahi meri jaan pe bani vo
aa aa ke mujhe rulaati he vo
meri ashqon ke ufaan me
kahin bah na jaaun me
sambhaal le mujhko.
kho gayi fir na milungi soch lo
rah jaayegi yahin teri nahi nahi
tanha si din raatein teri yahi
kabhi aah kabhi afsose yahi
par mein nahi;mein nahi
rooh ke bina fir tum bhi kahaa ho…..
Posted from WordPress for Android
barghurdaar
unchhi he machaan
chehre pe muskaan
are o bande sambhal
aane wala he toofaan.
bade daave karte the jo
himmate-mardan himmte-khuda the jo
kahan gaye saare paaswan vo.
vaqt se lad saka he koi bhala
kal jo tha aaj kahaan he vo.
preshaan-o-pashemaan kar gaye
taqadir ke sitaare;kal aasmaan pe the
aaj gardish me he saare vo.
barkhurdaar!aabhi bhi vaqt he
sambhal jaa;kahate he vaqt ke ishaare.
Posted from WordPress for Android
Mazboorian
Jindagi me kuch aishi bhi majboorian hoti hein.
laakh chaahat ho nazadikion ki;
na jaane kahaan se aa jaati duriyan hoti hein.
dil ke kone me chipaaye he tasvire-yaar;
duniya ka dastoor dekh fir bhi taláashiyaan hoti hein.
zindgi to bas khwaabghaah he
haqikat me kahaan mastyaan hoti hein.
nazar ki najar se baat hoti he miyan baaki sab bahas-mubahistiaan hoti he.
dil ki baat he dil me hi rakh lijiye
zubaan pe aa jaaye;bahar talwar-e -myaanian hoti he.
baat mohabbat ki ho ya nafarat ki beech me kyun chahardeevariaan hoti hein.
baat baat pe ban jaate he hindustaan-o-pakistaan;jara-jara si baat me itani naraazgiaan hoti hein.
baat faqat jajbaaton ki he na khelo unse
khaak ho jaayegi saari qaaynaat ye vo chingaariaan hoti hein.
nargis si naazuk pak-o-shaffaq mohabbat, apni mahfil rakkho door;raas aati inko viraniyaan hoti hein.
Posted from WordPress for Android
to midnight
oh midnight! r u my freind
so calm so silent
from where thou take this
i don’t know, i don’t know.
in thou’s silence
i hear a voice
it whispers in my ears
it sings some in tears
but what that lines mean
i don’t know, i don’t know.
any secret thou have inside
and they beĺong to me
what is that, that is me behind
i don’t know, i don’t know.
in any secret tell me thou kind
i promise that all will hide thou behind
but kindly thou rèmind me
what á voiće, who is that
I don’t know, i don’t know.
thou are mine ;thou shine
In my friendship’s sky
who attràcts me, calls in way
i know & thou only thou and here
thou don’t know, thou don’t know
so
amp; thou don’t know ;some and i don’t & know.
Posted from WordPress for Android
on d track
two railway track never meet ,
if meet for few seconds n ,
then walk far from each other.
thou had to meet at railway track, or there overbrigde;
did thou think about that place,
that was the symbol of unrest,
unstillness,unsatisfication.
although all that thing would be mean for ur enjoyment;
afterall your own domestic disturbances;
but these r causing of depression, frustration n confusion.
why why n why my whole surronding are affected from that side infection.
n i wish to thou go very very far away;
thou only à curse that’s cure no anyway.
do’follow us,O symbol of evil!
do’nt follow us,coz here no place for thou n no way.
hope u understand n beware.
accept converted change n prepare.
me
Posted from WordPress for Android
shaayad
mulaakat ke liye aaye ya so jaane ke liye,
bahaana achcha he najarein churaane ke liye.
parvaah nahi meri to mujhe gilaa bhi nahi,
hum khud hi kaafi hein khud dil bahalaane ke liye.
badi takaleef hoti he jab mulákaat me,
chod do takalluf takaleef se bachne ke liye.
shayad tu ho sahi aur zamaane ka dastoor bhi yahi,
bahut se taalukaat-e-gam hi kaafi he haath milaane ke liye.
shaayad shaayad shaayad yahi mukkhatalif sa khayal kafi he jeene ke liye……….
Posted from WordPress for Android
Raahein
Jaana he mujhe kahan, bhatak gayi hein meri raahe. Jaane kis mukaam pe aa gayi zindgi, sakate me doob gaye hien lamhe. humraahi saath bhi he, bus saath nahi uske sarmaye. her su gujre he tapti reton me , dur talak dikhte nahi pursuku saaye. duniya he kya bhulbhulaiya, manjil kahan aur kahan he raahein. bekhudi me chale aaye door talak, ek thoker lagi áur khuli nigahein. heiraan hu pashem hu, kya du tujhe siwa-e-aahein. yahi sochke baithe he dil thaame, kaash koi masiha hi farmayein. der aayed durust aayed, aakhir ko insàan hu bhool gaye jo raahein. jindgi ke chauraahon pe khadi dekh rahe meri taqadir ki rakshkuna ádaayien. intezáar me hu etbaar bhi he , saath he mere khuda ki duaein, rahon me ŕaah nikàl aaygi, fikar n kar raahe-jindgi bátayengi raahein.
Posted from WordPress for Android
You must be logged in to post a comment.